Thursday, April 1, 2010

film

Mujhey Kia Khabar K Woh Kiya Hua
Mujhey Itna Gehra Khumar Tha

Mein Khara Tha Us K Hisaar Mein
Meray Ird Gird Gubar Tha

Yunhi Sochta Raha Buhat Dair Tak
Magar Us Ko Kuch Na Bata Saka

Woh Hansi Hansi Mein Hi Chala Gaya
Mein Hath Tak Na Hila Saka